Thursday, April 21, 2011

poetry

kaise Dor-E-Jhala me ji rhe hain hum
'kaise Dor-E-Jhala me ji rhe hain hum "IQBAL" ....

iqbal poetry



iqbal


iqbal said

ALLAMA IQBAL SAID:
Kh0l aank zamin dekh,falak dekh,fiza dekh..
Mashrik se 0bharte hue s0raj k0 zara dekh...
.
.
.
.
.
In sh0rt he want to say:
Güd Mörñiñg..

iqbal poetry

Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon,

Be’Baaki-o-Haq’Goyi se Ghabraata hai Momin,
Makkari-o-Farebi pe Itraata hai Momin,

Jiss Rizq se Parwaaz mein Kotaahi ka Darr ho,
Woh Rizq Ab Barray Shauq se Khaata hai Momin,

Kirdaar ka, Guftaar ka, Aa’amal ka Momin,
Qaa’il Nahin Ese Kisi Janjaal ka Momin,

Sarhad ka Momin hai to Koi Punjab ka Momin,
Dhoonde se bhi Millta Nahin, Qur’aan ka Momin,

Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon…!!

Iqbal Day SMS

Shab Guzri Ek Aalam-E-Iztarab Main
Kal Aagaye Iqbal Mere Khuaab Main

Poocha,Kia Arz-E-Watan Ka Haal Hey??
Arz Ki!Kahin Harbong,Kahin Hartal Hey!

Poocha,Kese Hain Millat’e'islamia K Sham’o’sahar?
Arz Ki,Muztarib Hain Sabhi, Karachi Ta Kashghar!

Bole,Kuch Merey Dars-E-Masawat Yaad Hain?
Arz Ki,Ab Tu Bus Apne Apne Tabqat Yaad Hain!

Thursday, April 7, 2011

Mujhe malom na tha


Majbori ban jaongi eik din me
Mujhe malom na tha

Me itni barbad ho jaon gi 
Mujhe maloom na tha

Mujhe har waqt tanhai milay gi
Mujhe malom na tha

Wo itne pyar se nafrat karay ga
Mujhe maloom na tha

Wo sari roshnian bhe le jaega
Mujhe maloom na tha

Wo ase kathin rasty me chor jaega 
Mujhe malom na tha

Wo meri barbadi ka mazak banaega
Mujhe malom na tha

Zindagi ki arzo mujhe mout dekhaegi
Mujhe maloom na tha