Sunday, February 6, 2011

meray dost!
jab main ne phool maanga
tum ne guldasta dia
jab paani ka qatra maanga
tum ne glass bhar ke dia
jab sms ka kaha
tum ne mujhe call ki
abay behra hai kia?

No comments:

Post a Comment